Skip to content

Dilda hal || Shayari hindi true lines

Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….

Title: Dilda hal || Shayari hindi true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dhokha || hindi shayari || sad shayari

Tumhe picha shudana hai mujse
Jao aazad karta hoon
Tumhare khayalon mein aakar
Na ab tumhe barbaad karta hoon
Tumhe har cheez lauta di maine
Jo tumne di thi mujko
Par tumne dhokha jo diya muje
Use tumko lautane se darta hoon!!

तुम्हें पीछा छुड़ाना है मुझसे
जाओ आजाद करता हूँ।
तुम्हारे खयालों में आकर 
न अब तुम्हें बर्बाद करता हूँ।
तुम्हें हर चीज लौटा दी मैंने
जो तुमने दी थी मुझको।
पर तुमने धोखा जो दिया था मुझे
उसे तुमको लौटाने से डरता हूँ।

Title: Dhokha || hindi shayari || sad shayari


Ajnabi ban gye || sad hindi shayari

Tum humare the
pata bhi naa chala ajnabi kab ban gaye💔

तुम हमारे थे
पता भी न चला अजनबी कब बन गए💔

Title: Ajnabi ban gye || sad hindi shayari