Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
jisne silja na paayea || Sayari
Jisse suljha na paiya aajtak mai,
Zindagi ek azib si paheli de gyi.
Use muskurahat pasand thi meri,
Jate jate use saath le gyi.
Title: jisne silja na paayea || Sayari
Ajeeb silsila hai ye zindagi ka || best hindi shayari on life
कोई खुशियों की चाह में रोया,
कोई दुखों की पनाह में रोया,
अजीब सिलसिला हैं ये “ज़िंदगी” का..
कोई भरोसे के लिए रोया,
कोई भरोसा कर के रोया!! ??
Koi khusiyo ki chah main roya,
Koi dukhon ki panah main roya,
Ajeeb silsila hai ye zindagi ka,
Koi bharose ke liye roya,
Toh koi bharosa karke roya. ??
