Enjoy Every Movement of life!
Ishq hai mere bhi jehan me magar kisi raat ki tarah sunsaan hai
likhta hu jiske liye sab wo ab tak anjaan hai
इश्क़ है मेरे भी जेहन में मगर किसी रात की तरह सुनसान है !
लिखता हूं जिसके लिए सब वो अब तक अनजान है | ____Vikram♥️
Kamaal ka tana deti hai ye duniya ..
AGAR wo tera hai to tere paas kyun nahi …..
