Hame dubaane ki koshish unohne hi ki jinko tairna hamne sikhaya tha
हमें डुबाने की कोशिश उन्होंने ही की जिनको तैरना हमने सिखाया था..!
Enjoy Every Movement of life!
Hame dubaane ki koshish unohne hi ki jinko tairna hamne sikhaya tha
हमें डुबाने की कोशिश उन्होंने ही की जिनको तैरना हमने सिखाया था..!
Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔
दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔
Ab na gila, na sikwa, na koi kahani hai,
Chhod diya parwah karna, jinko isse bhi pareshani hai.