Skip to content

duniya Fareb Karke

niya Fareb Karke DuHunarMand Ho Gayi,
Hum Aitbaar Karke Gunaahgar Ho Gaye.
दुनिया फ़रेब करके हुनरमंद हो गई,
हम ऐतबार करके गुनाहगार हो गए।

Title: duniya Fareb Karke

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Meri adhuri mohabbat

Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺

Title: Meri adhuri mohabbat


Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani