Skip to content

Duniyadaari || sad but tRUe || hindi shayari || life hindi shayari

एक ना एक दिन तुमसे करेगा कोई गद्दारी,
तब तुम सोचोगे,
कहा गई उसकी वफादारी,
तब तुम बोलोगे,
बेकार है यह दुनिया सारी,
और तब तुम जानोगे दुनियादारी।💯

Title: Duniyadaari || sad but tRUe || hindi shayari || life hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kabhi zaalim roop || hindi shayari Ghaint

KABHI ZAALIM ROOP || HINDI SHAYARI GHAINT
Kabhi zaalim roop dekhna ho hamaara
to vharosa ek baar yaara torh dena
barha aasan hai hamaara dil jeetna
bas baaton mein thora meetha ghol dena




Alfaaz satya ke

Tere aane ki khushi likhi hai meine

Tere hone ka ahesaas likha hai

Teri har baat ka jawaab likha hai meine

Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain

Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine

Teri har aada ka ijhaar likha hai meine

Tere saath rahena likha hai meine

Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……

Title: Alfaaz satya ke