Skip to content

Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Gam di raat || sad punjabi shayari

Sad punjabi shayari || gam shayari || sad shayari




Mujhse gham ki..🥺💔 || 2 lines status

Hasna ata hai mujhe Mujhse gham ki baat nhi hoti,

Meri baaton mein mjak hota hai par meri haar baat mjak nhi hoti…🥺💔

Title: Mujhse gham ki..🥺💔 || 2 lines status