Skip to content

Fitur mulakaton ka || hindi shayari

Hindi shayari || fitur mulakaton ka || sad but true hindi shayari



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice

sad shayari || life shayari 

kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!

Title: Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice


Yaaddashat || two line Hindi shayari

Yaadasht ka kamzor hona utni bhi buri baat nhi,
Bade bechain rehte hain vo log jinhe har baat yaad rehti hai 💯

याददाश्त का कमजोर होना उतनी भी बुरी बात नहीं,
बड़े बेचैन रहते हैं वो लोग जिन्हे हर बात याद रहती है।💯

Title: Yaaddashat || two line Hindi shayari