Skip to content

GARRE MAAR

Jive gareeban diyaan chhataan chon bna ke paaniyaan de haar ve tip tip raun akhiyaan  saade pehle pehle pyaar ute ho gai barsaat garremaar ve

Jive gareeban diyaan chhataan chon
bna ke paaniyaan de haar ve
tip tip raun akhiyaan
saade pehle pehle pyaar ute ho gai barsaat garremaar ve


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi mein aaogi

Jab tum meri zindagi mein aogi

Mujhe thoda udass paogi …. 

Mere pass mere khabo ke shivaa kuch nhiy

Ka kha ?? 

Tumhe tamanaa hai mere kamro ko sajne ki

Per

Mere kamre mein meri kitabo ke shivaa kuch bhi nhi 

Title: Zindagi mein aaogi


Kabhi dil bhi milaya kar || Hindi shayari || true LINEs

आँखों से आंसू मत बहाया कर
बारिशें हों तो ख़ुद भीग जाया कर
चाँद है तु खुद का
ख़ुद के लिए जगमगाया कर
सिर्फ हाथ का काम नहीं है मिलना
कभी दिल भी मिलाया कर✨

Ankhon se aansu Matt bahaya kar
Barishein ho to khud bheeg jaya kar
Chaand hai tu khud ka
Khud ke liye jagmagaya kar
Sirf hath ka kaam nhi hai milna
Kabhi dil bhi milaya kar✨

Title: Kabhi dil bhi milaya kar || Hindi shayari || true LINEs