Skip to content

Gumnaam || sad and dard bhari punjabi shayari

Tu pyaar diya baata paundi howe
Mn bujha ishq kitaba cho
Tu mud jindgi ch ta kde auna ni
Chit krda kad la khaba cho

Title: Gumnaam || sad and dard bhari punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


see baat se laga || Attitude Hindi shayari

isee baat se laga lena meree shoharat ka andaaja,
vo mujhe salaam karate hai jinhe tu salaam karatee hain…

इसी बात से लगा लेना मेरी शोहरत का अन्दाजा,
वो मुझे सलाम करते है जिन्हे तु सलाम करती हैं…

Title: see baat se laga || Attitude Hindi shayari


Kaisa nasha hai tere pyar ka

Kaisa nasha hai tere pyar ka,
tujhe jitna dur jane ki koshish karte hai,.
Tujhe utna hi apne pass paate hai,
lakh koshish ki tumhe bulane ki ,.
Par bhula nhi paye ,
jab bhi ankhein band karti hun ,.
Tera hasta hua chehra meri neende udaa deta hai,
Aur jab ankhein kholti hun,.
Ton har taraf tum hi nazar aate ho,.
Kaisa nasha hai tere pyar ka ,.
Kaisa nasha hai tere pyar ka

Title: Kaisa nasha hai tere pyar ka