Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad nahi aati meri
Tujhe yaad nahi aati meri ye baat sach hai tujhe yaad nahi aati meri yr baat sach hai, Tujhe hichkiya nahi aati ye tu jhoth bol raha hai.
Title: Yaad nahi aati meri
Yaad || hindi shayari || love shayari
Sote sote jag jati hu jagte jagte so jati hoon
Fir yaad tumhari aati hai meethe sapno mein kho jati hoon
Apna milna is jeevan mein shayad ab namumkin hai
Khwabon mein hi sahi magar kuch pal ko tumhari ho jati hoon..!!
सोते सोते जग जाती हूँ जगते जगते सो जाती हूँ!
फिर याद तुम्हारी आती है मीठे सपनों मे खो जाती हूँ!
अपना मिलना इस जीवन मे शायद अब नामुमकिन है!
ख्वाबों मे ही सही मगर कुछ पल को तुम्हारी हो जाती हूँ!!

