Skip to content

hamara kya hoga || Fear of Friend Loss

Kuch log itne ache hote hain
ke dar laga rehta hai
Agar chhor kar chale gaye toh
hamara kya hoga

Title: hamara kya hoga || Fear of Friend Loss

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dukha nu peena || dard shayari

dukhaa nu peena sikh gaye
akele jina sikh gaye
haashiyaa de pishe rakh
darda nu chhipauna sikh gaye

ਦੁਖਾਂ ਨੂੰ ਪੀਣਾ ਸਿੱਖ ਗਏ
ਅਕੇਲੇ ਜਿਨਾਂ ਸਿੱਖ ਗਏ
ਹਾਸ਼ੀਆ ਦੇ ਪਿੱਛੇ ਰੱਖ
ਦਰਦਾਂ ਨੂੰ ਛਿਪਾਉਣਾ ਸਿੱਖ ਗਏ

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Dukha nu peena || dard shayari


nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari

Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.

Title: nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari