

मजबूरी के साथ कभी मुझे प्यार मत करना,
एहसान करके मुझे कभी खुशिया दान मत करना,
दिल करे तो सच्चा प्यार करना वरना…
झूठी अफवाओं से मुझे बदनाम ना करना। 💘
mazboori ke sath kabhi mujhe pyaar mat karna
ehsaas karke mujhe kabhi khusiyaa daan mat karna
dil kare to sachha pyaar karna warnaa
jhoothi afwaaho se mujhe badnaam na karna
Is Shayari Ka Maatlaab Aese Hai Ki(Ek Shaksh ne Ek Ladki Se Mohabbat Ki Lekin Usse Kaabhi Khe Na Paya. Magar Ek Dusre Ladke Ne Usse Ishaar Kar Diya Aur Uss Ladki ne Bhi Usse Mohabbat Karli.Aur Ye Shaksh Akela Reh Gaya To Usne Ye Shayari Padhi.` 