Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sochti hogi tum Bhi mujhko || hindi shayari
Sochti hogi tum bhi mujhkon
bas maanti nahi hogi
Tumhain pyaar se pukarnewali
pehli awaaz joh meri thi…🍂
सोचती होगी तुम भी मुझको
बस मानती नहीं होगी
तुम्हें प्यार से पुकारनेवाली
पहली आवाज़ जो मेरी थी…🍂
Title: Sochti hogi tum Bhi mujhko || hindi shayari
Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari
Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤

