Skip to content

Har daur ne thode sa || sad shayari

हर दौर ने थोड़ा सा बदला है हमको

हम तुझसे पहले कुछ और थे तेरे बाद कुछ और है

खैर मिलना बिछड़ना तो अब बेकार की बाते है

जिस से तू मिली थी वो और था अब हम और है

Title: Har daur ne thode sa || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


mohabbat ka .. naya daur

Ye unakee mohabbat ka .. naya daur hai ..
jahaan main kal thi … aaj koee aur hai ..

Title: mohabbat ka .. naya daur


Saboot-e-Begunahi || hindi shayari

Jo duniya ki tabahi chahte hai 
Hamse khair-khahi chahte hai
Jo muzrim hai hamare
Hum hi se subut-e-begunahi chahte hai😶

जो दुनियां की तबाही चाहते हैं
हमसे खैर-खाही चाहते हैं
जो मुज़रिम है हमारे
हम ही से सबूत-ए-बेगुनाही चाहते हैं😶

Title: Saboot-e-Begunahi || hindi shayari