Skip to content

Har kadam par dhokhaa kha kar mera dil || hindi shayari dil se

हर कदम पर धोखा खा कर मेरा दिल, अब कहीं जाकर ठेहरा है..
कुछ जख्म तो उसे याद ही नहीं, और कुछ जख्मों का असर बहुत गहरा है..
मेरी बातें मेरे दिल तक पहुँचती नहीं आज-कल..
ना जाने मेरे और मेरे दिल के बीच, किस-की और किन बातों का पहरा है..

Title: Har kadam par dhokhaa kha kar mera dil || hindi shayari dil se

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari


Intzar Ki Ghadi || hindi shayari

Ye intzar kyu hota kisi k liye,

Aaj nahi to kal jaana hi hey,

Jindgi k raaho me kabhi baitha karte they,

Aaj unhi k palko k liye intzar kar baithe.

Title: Intzar Ki Ghadi || hindi shayari