Skip to content

Heart broken shayari || jakhm behisaab

ginatee mein zara kamazor hoon,
jakhm behisaab na diya karo.…

गिनती में ज़रा कमज़ोर हूं,
जख्म बेहिसाब ना दिया करो.…

Title: Heart broken shayari || jakhm behisaab

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main


Meri chahat || love Punjabi shayari || two line shayari

Rabba meri chaht da mull💞 zaroor payi ❣️
Ohne ki payea👆 te ki khoyea💎 ehsaas zaroor krayi…..💯🙏

ਰੱਬਾ ਮੇਰੀ ਚਾਹਤ ਦਾ ਮੁੱਲ 💞 ਜਰੂਰ ਪਾਈ ❣️
ਉਹਨੇ ਕੀ ਪਾਇਆ👆 ਤੇ ਕੀ ਖੋਇਆ 💎 ਅਹਿਸਾਸ ਜਰੂਰ ਕਰਾਈ…..💯🙏

Title: Meri chahat || love Punjabi shayari || two line shayari