Skip to content

Hindi shayari || love || sacha pyar shayari

Aapke ishq ka ailaan bne baithe hain
Hum fakiri mein bhi sultaan bane bethe hain
Mein apni pehchaan btaun to btaun kaise
Jab ke hum khud teri pehchaan bane bethe hain ❤

आपके “इश्क़” का ऐलान बने बैठे हैं,
हम फ़क़ीरी में भी सुल्तान बने बैठे हैं,
मैं अपनी पहचान बताऊँ तो बताऊँ कैसे,
जबकि हम ख़ुद तेरी पहचान बने बैठे हैं।❤

Title: Hindi shayari || love || sacha pyar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines

Best hindi lines || Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!

Title: Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines


Teri yaadein || hindi shayari images

Hindi shayari/yaad shayari/mohobbat shayari/sad shayari
teri yaadein