Skip to content

hindi shayari || true line shayari || kadar kRNA chahne valo ki || status video

kadar karna unki jo chahte hain tumhe varna bahut hain yaha aane jane vale..!!

koi humsaa mile ye vaada nahi karte vese mil jayenge lakhon tumhe chahne vale..!!

arre sambhal ke zara itni jaldi bhi na karna der lagate nahi hain dil tod jane vale..!!

chehre ko dekh khushi ka andaza lagayenge hadd hi karte hain zamane vale..!!

arre vaqt mile to kabi pyar valon se pucho kese rote hain sabko hasane vale..!!

Title: hindi shayari || true line shayari || kadar kRNA chahne valo ki || status video

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mukaddar hamare || Hindi shayari || lyrical video

Mukaddar hamare bhi ba-kamaal hote
Koi humse hum jaisi mohobbat kar pata to..!!

Title: Mukaddar hamare || Hindi shayari || lyrical video


mohabbat bhee hotee || So true status hindi

mohabbat bhee hotee hai to zarurat ke pesh-e-nazar,
ab ek nazar mein lut jaane ka zamaana nahin raha…

मोहब्बत भी होती है तो ज़रुरत के पेश-ए-नज़र,
अब एक नज़र में लुट जाने का ज़माना नहीं रहा…

Title: mohabbat bhee hotee || So true status hindi