Enjoy Every Movement of life!
Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindagi Lutiya Baithe!
Ye sannata jo charo aur faila rakha hai…
Zikar kar do kis baat ki kami hai…🤔
Jism to kya rooh bhi girwi rakh denge teri khushi ki khatir…
Bas bata do in ankhon mein kis baat ki nami hai…❤️
ये सन्नाटा को चारों ओर फैला रखा है…
ज़िक्र कर दो किस बात की कमी है…🤔
जिस्म तो क्या रूह भी गिरवी रख देंगे तेरी खुशी की खातिर…
बस बता दो इन आंखो में किस बात की नमी है…❤️
