
or tanhayi se hath milaye baithe hai
humko bhoole tujhe sadiyaa ho gayi
or hum aaj bhi tujhse dil lagaye baithe hai
Enjoy Every Movement of life!

Safar wahi tak yaha tum ho,
Nazar wahi tak yaha tak tum ho,
Vese to hazaron phool khilte hain gulshan mein magar,
Khushboo vahi takk yaha tak tum ho 💕
सफर वही तक जहाँ तक तुम हो,
नज़र वही तक जहाँ तक तुम हो,
वैसे तो हज़ारों फूल खिलतें हैं गुलशन में मगर,
खुशबू वही तक जहाँ तक तुम हो।💕
Tu mere liye kitna zaroori hai,
Ye tera jaanna usse bhi zyada zaroori hai…😊
तू मेरे लिए कितना जरूरी है,
ये तेरा जानना उससे भी ज्यादा जरूरी है…😊