Skip to content

HUME TUMSE PYAR || Love Whatsapp Status 30 seconds

Whatsapp video status love || female voice

tu gairon k liye muje andekha na kar
na saha jata tera j sitam mujse
na jane tume samj nhi aata ya samjna nhi chahte tum
humein pyar hai tujse beshumar hai tujse
https://youtu.be/1cO0jidTi1s

Title: HUME TUMSE PYAR || Love Whatsapp Status 30 seconds

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari

Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂

सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂

Title: Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari


khuda ke siva mujhe || Veham sad shayari HIndi

socha tha kee khuda ke siva mujhe koi barbaad kar nahi sakata,
phir unaki mohabbat ne mere saare vaham tod die……

सोचा था की ख़ुदा के सिवा मुझे कोई बर्बाद कर नही सकता,
फिर उनकी मोहब्बत ने मेरे सारे वहम तोड़ दिए…

Title: khuda ke siva mujhe || Veham sad shayari HIndi