Skip to content

Humne bhi keh diya alwida || sad shayari

Aaj hmne b keh diya alwida..
Us shakhs ko..
Jiske pass hamari bat sunne tk ka waqt nhi..!!
Aaj hamne b keh diya alwida us shakhs ko jiske pass hmari bat sunne tk ka waqt nhi


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


मुठ्ठी भर ज़मीन में || Kisan shayari || farmer hindi shayari

मुठ्ठी भर ज़मीं में अपनी भुख़ बो रहा हूं,
मिट्टी तन पर लगी थी पर कमीज़ धों रहा हूं,
रो रहा हूं के बारिश की बूंदे बहुत कम थी, पर
कहूंगा नहीं भूखे पेट ना जाने कबसे सो रहा हूं...

Title: मुठ्ठी भर ज़मीन में || Kisan shayari || farmer hindi shayari


Zindagi tere naam likhi hai

Zindagi tere naam likhi hai!!

Zindagi tere naam likhi hai dil ke safar mein,
Har lamha tu saath ho, toh kya baat hai guzar mein.

Muskurahat teri roshni hai andheron ke sheher mein,
Tere bina lagta hai kuchh adhura har nazar mein.

Khwaab teri baahon ke, sach ban jaaye har shaam,
Bas itna hai armaan… zindagi ho tere naam…..

~vaishnavi!!