paisa thodi aa me koi
jo sab nu pasand aa jawe
ਪੈਸਾ💸 _ਥੋੜੀ # ਆ_ਮੇ ਕੋਈ👈
ਜੋ 🎭ਸਬ _ਨੂੰ ਪਸੰਦ👌# ਆ_ਜਾਵਾ
paisa thodi aa me koi
jo sab nu pasand aa jawe
ਪੈਸਾ💸 _ਥੋੜੀ # ਆ_ਮੇ ਕੋਈ👈
ਜੋ 🎭ਸਬ _ਨੂੰ ਪਸੰਦ👌# ਆ_ਜਾਵਾ
tere hote hue bhee tanhaee milee hai,
vafa karake bhee dekho buraee milee hai,
jitanee dua kee tumhe paane kee,
us se zayaada teree judaee milee hai…
तेरे होते हुए भी तन्हाई मिली है,
वफ़ा करके भी देखो बुराई मिली है,
जितनी दुआ की तुम्हे पाने की,
उस से ज़यादा तेरी जुदाई मिली है…
Agar Tu Mili Na Hoti !
Zindagi Kitni Haseen Hoti
Tu Saath Hoti !
Per Zindagi Aur Haseen Hoti
Agar Tu Mili Na Hoti !
Ye Roz Roz Khud Se Sawal Na Hote !
Ye Hari Bhari Zindagi Mein Kisi Ki Kami Khali Na Hoti
Agar Tu Mili Na Hoti…!
Wahi Awara Man Chale Ladke Hote Hum !
Duniya ke Dour-Bhag se Thakk Ke Lout Ke
Chain Se Maa Ki Godd mein Sote Hum ❤️
Kisi Chij Ki parwaah Nahin Hoti
Shaamon Mein Cigarette Jali Nahin Hoti
Nashon Ki Latt Lagi Naa Hoti
Uzaalo See Darta Nahin Dil Mera
Bheed Ko Dekh Ke Bechaini Macchi Nahin Hoti !
Sab Sawal Ek Taraf 23 Ki Umar mein Ummar Se Phele Chehre Pe Baraf Uggi Nahin Hoti
Hum Bhi Auron Ki Tarah Dil Se Haste
Agar Tu Mili Nahi Hoti.