Skip to content

Intezaar tha shaam ka


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ahista keejiye katl || Bewafa sad dard shayari 2 lines

अहिस्ता कीजिये कत्ल मेरे अरमानो का,
कही सपनो से लोगो का ऐतबार ना उठ जाए…
ahista keejiye katl mere aramaano ka,
kahee sapano se logo ka aitabaar na uth jae…

Title: ahista keejiye katl || Bewafa sad dard shayari 2 lines


Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines

Maine kab kaha mujhe gulaab dijiye
ya fir mohabbat se nawaz dijiye
Aaj bahut udaas hai dil 
Gair ban ke hi sahi pr ek bar awaaz dijiye🍁

मैने कब कहा मुझे गुलाब दीजिये
या फिर मोहोब्बत से नवाज़ दीजिये
आज बहुत उदास है दिल
गैर बन के ही सही पर एक बार आवाज़ दीजिये🍁

Title: Awaaz dijiye || hindi shayari || beautiful lines