Skip to content

Intzar h mujhe tera || sad shayari

Tu aaya nhi .. intzar h mujhe tera ..

Ki kbhi na kbhi tu aayega..ye yakin h mera ..

Tu chahe kitna bhi door chla Jaa mujhse…

Pr apne ehsaso ko kese chhupaega khudse..

Na kr tu ab meri fikr ..khush reh jaha tu h..

Aaj bhi meri duaon me bs tu hi tu h ..

Title: Intzar h mujhe tera || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….

Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari


Baddal ban ke shaa jawi || love Punjabi shayari || Punjabi status

Sog bhare mausm nu samet
Baddal ban ke shaa jawi..!!
Ujdi sukki dil di zamin te
Sawan ban ke aa jawi..!!

ਸੋਗ ਭਰੇ ਮੌਸਮ ਨੂੰ ਸਮੇਟ
ਬੱਦਲ ਬਣ ਕੇ ਛਾ ਜਾਵੀਂ..!!
ਉੱਜੜੀ ਸੁੱਕੀ ਦਿਲ ਦੀ ਜ਼ਮੀਨ ਤੇ
ਸਾਵਣ ਬਣ ਕੇ ਆ ਜਾਵੀਂ..!!

Title: Baddal ban ke shaa jawi || love Punjabi shayari || Punjabi status