
Eh na ruke loki rokna chahe
Mein kru mohobbat sari duniya nu
Koi Menu karna chahe ya na chahe🌼

Nazron mein kaid hai mere kuch haseen sapne
Mein ankhein band kar lu to duniya mujhe tanha karaar deti hai
Agar hawayon ko choo lun ti mere par kaat deti hai
Sapne dekhna to aadat hai meri
Bas yahi ek khushi hai jo mera gam bant deti hai…
नजरों में कैद हैं मेरे कुछ हसीन सपने…
मै आँखे बंद कर लूं तो दुनिया मुझे तनहा करार देती है,
अगर हवाओं को छू लूं तो मेरे पर काट देती है,
सपने देखना तो आदत है मेरी,
बस यही एक खुशी है जो मेरा गम बांट देती है…
Dil ki dastaan thi, ek pyaara sa afsana,
Milke juda hue, hum ek duje se begana.
Vaadein karke chhod gaye, tanhaaiyon mein tadapte,
Tut gaya tha dil, pyaar ki raahon mein lapakkar!