Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari
Waqt bura hai ya bure hum ho gye
In ankhon mein ansuyon ke siwa kuch nhi hota
Has leta hu logo ko dikhane ke liye
Vese to dard ki kitaab hai meri zindagi 💔
वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए
इन आंखों में आंसुओं के सिवा कुछ नही होता
हँस लेता हूं लोगों को दिखाने के लिए,
वैसे तो दर्द की किताब है मेरी जिंदगी💔
Title: Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari
BJ ki Kalam se || shayari
Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.
