
Ja mann le ke asi kise de vi nahi..!!
Enjoy Every Movement of life!

“Tujhe dekhne se in ankhon ko sukoon milta hai , ki tujhe dekhne se in ankhon ko sukoon milta hai.
Tu koi apna ya koi farishta sa lagta hai,jiske hone se ye dil dhadakne sa lagta hai”.
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
अक्सर उलझ जाते हैं इम्तिहान दे दे कर
ऊँचे जिनके नसीब हुआ करते हैं..!!
तह होता है उनका दूर हो जाना
जो दिल के बहुत करीब हुआ करते हैं..!!