Nahi milega mujh jaisa tujhe koi chahne waala…
Jaa tujhe ijaazat hai saari duniyà aazma kar dekh le
Enjoy Every Movement of life!
Nahi milega mujh jaisa tujhe koi chahne waala…
Jaa tujhe ijaazat hai saari duniyà aazma kar dekh le
Humein dekhkar andekha kar diya usne
Band ankhon se pehchanane ka kabhi dawa kiya tha jisne💔
हमे देखकर अनदेखा कर दिया उसने
बंद आंखों से पहचानने का कभी दावा किया था जिसने💔
Zindgi ki raho me aise chal pada hu,
Na aage dekh paa raha hu , Nahi zindgi ji paa raha hu,
Is qadar kho diya hey khud ko,
Me khudko dekh hi nahi paa raha hu.