Jab jab laga zindagi se sare adhoore sire jod diye maine..
Tab tab kuch aisa zindagi ne ehsaas kraya mujhe kya kya kho dia maine…
Jab jab laga zindagi se sare adhoore sire jod diye maine..
Tab tab kuch aisa zindagi ne ehsaas kraya mujhe kya kya kho dia maine…
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi