Skip to content

jab koi baat bigad jaye || shirley setia || Whatsapp video status || hindi shayari

Whatsapp video status on jab koi baat bigad jaye cover by atif aslam and shirley setia with hindi shayari mix by #roop

hindi Shayari:
tere siwa kise se koi umeed ki hi nahi hamne
yahan apne matlab se hi jeete hai sabhi
duniyan kahan kisi ka saath deti hai yahan
bas tu na tanha shodna
mujhe kabhi
jab koi baat bigad jaeye
jab koi mushkil padh jaye
tum dena sath mera
oh hamnava
https://youtu.be/DT0Y4UXXgJU

Title: jab koi baat bigad jaye || shirley setia || Whatsapp video status || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hakk di roti || true lines || Punjabi status

Banda bande nu mile, par pyar naal mile…
Roti hak di mile, bhawein achar naal mile…

ਬੰਦਾ ਬੰਦੇ ਨੂੰ ਮਿਲੇ, ਪਰ ਪਿਆਰ ਨਾਲ ਮਿਲੇ…
ਰੋਟੀ ਹੱਕ ਦੀ ਮਿਲੇ, ਭਾਵੇ ਅਚਾਰ ਨਾਲ ਮਿਲੇ…

Title: Hakk di roti || true lines || Punjabi status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari