Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho || hindi shayari
Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho,
jo padhti hu roz woh nwaaz tum ho,
gungunati hu jo main khud likh kar,
uske peechhe ki jaan meri awaaz tum ho…..
Title: Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho || hindi shayari
Kadar || Hindi shayari || two line shayari
Sochte hain seekh lain hm bhi berukhi karna sab se,
Sab ko mohobbat dete dete hmne apni kadar kho di hai…
सोचते है सीख ले हम भी बेरुखी करना सब से ,
सब को महोब्बत देते देते हमने अपनी क़दर खो दी है…



