Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jyada sochna || 2 lines life shayari
ज्यादा सोचना ये एक बिमारी है और,
मन की बात कहना उसकी दवाई..
Jyada sochna ye ek bimari hai aur,
Man ki bat kahana uski dawai…
Title: Jyada sochna || 2 lines life shayari
Tanhai mein ro liya kar || heart touching lines || hindi shayari
Ki Har waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de
Tanhai ke lamho me kabhi ro bhi liya kar…
कि हर वक़्त का हसना तुझे बर्बाद न कर दे
तन्हाई के लम्हो में कभी रो भी लिया कर…


