Skip to content

Jaroori hai || Hindi shayari

Haan hr baar byan nahi hoti chizein,
Kbhi kbhi dil mei chupakr rkhna b jruri hai..
Haan koshish ki jaye to ho skta hai,
Kuch apno se fasla bnakr rkhna bhi jruri hai..
Zindgi bhr ka sath dena, Vada krte hain, kehna jruri nahi,
Par bin kahe aakr sath nibhana to ho skta hai..
Haan shayad tumhe namnjoor hi sahi,
Par kbhi kbhi apna kehne wale ko gale lgana bhi jruri hai..
Tmaam zindgiyan yhan, Chan Minto m khtm ho jati hai,
Maut to aygi hi ,Par maut tk ka safar agr teh kr jao,
To ye zindgi bitana ik hasrat sa hai..
Haan baatein meri bhle achi na lge,
Sach to hai yahi……is duniya mei,
Jise chaho usse rulana bhi jruri hai..
Beintehaan na sahi bhale thoda hi hai, Aitbaar to kro kisi par ,Haan thoda dr lgega ,
Par kisi gair ko apna kissa sunana bhi jruri hai..
Jruri hai ..

Title: Jaroori hai || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


khamoshiyaan tang kareyaa || 2 lines khamoshi status

Tainu ajh tak mera bolna tang karda reha
#ajh ton meriyaan khamoshiyaan tang kareyaa karngiyaan

ਤੈਨੂੰ ਅੱਜ ਤੱਕ ਮੇਰਾ ਬੋਲਣਾ ਤੰਗ ਕਰਦਾ ਰਿਹਾ
#ਅੱਜ ਤੋਂ ਮੇਰੀਆਂ ਖਾਮੋਸ਼ੀਆਂ ਤੰਗ ਕਰਿਆ ਕਰਨ ਗੀਆਂ.

Title: khamoshiyaan tang kareyaa || 2 lines khamoshi status


Teriyan gallan || yaad shayari

Ohh din purane,
Te teriyan gallan,
Mainu bhut chete ondiyan ne.
Jad pae jawan sir rakh takkiye (pillow) te,
Neend te nhi,
Meriyan akhan bhar ondiyan ne…

ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻

Title: Teriyan gallan || yaad shayari