Skip to content

Jeena isi ka naam hai || true lines || two line Hindi shayari

Hindi shayari || true line Hindi zindagi shayari || Auro mein khud ko khohkar mein ko paana bhut bada kaam hai... jeena isi ka naam hai..
Auro mein khud ko khohkar mein ko paana bhut bada kaam hai… jeena isi ka naam hai..



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


zakham mile bahut || Dard Quotes

Zakham….

Zakham mile bohut…. Phir bhi zinda hai….
Zakham ka hissab nahi….Phir bhi aage bade…
Zakham mile apno se….Phir bhi rishtedaari nibhayi…
Zaakham mile pyar mai… Phir bhi dobara pyar kia….
Zakham ki addat ho gai hai… Phir bhi marham bane….
Zakham ki koi dawa nhi hoti….bus yahi seekha humne…

Deepika Shankaran

Title: zakham mile bahut || Dard Quotes


too chaand aur main || Hindi shayari mohobat

too chaand aur main sitaara hota,
aasamaan mein ek aashiyaana hamaara hota,
log tumhe door se dekhate,
nazadeeq se dekhane ka haq bas hamaara hota

तू चाँद और मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशियाना हमारा होता,
लोग तुम्हे दूर से देखते,
नज़दीक़ से देखने का हक़ बस हमारा होता.

Title: too chaand aur main || Hindi shayari mohobat