Skip to content

Jeene ka tareeka || hindi shayari on zindagi

Rab se bair rakhna
Te jeene ka kaisa tareeka hai
Chehre pe jhuthi muskaan
Ye zehan zehar bhi to peeta hai.
Jeb bhari hai noto se
Payal bhi khanakte sikko ka feeta hai
Bhool gaye na.. Vajud apna
Kya jeene ka ye akhiri tareeka hai???

रब से बैर रखना,
ये जीने का कैसा तरीका है…
चेहरे पे झूठी मुस्कान,
ये ज़हन ज़हर भी तो पीता है…
जेब भरी हैं नोटों से,
पायल भी खनकते सिक्कों का फीता है…
भूल गए ना, वजूद अपना,
क्या जीने का ये आखिरी तरीका है.???

Title: Jeene ka tareeka || hindi shayari on zindagi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Some of us will say || motivational quote

Tum saal se nahi bante || motivational quote
Tum saal se nahi bante




Izzat || true lines || hindi shayari

Sawaal kabhi karna mtt mehnat par tum meri,
Izzat bhi maine vo kamali jo tumko kabhi na mili🙌

सवाल कभी करना मत मेहनत पर तुम मेरी,
इज़्ज़त भी मैने वो कमा ली जो तुमको कभी न मिली🙌

Title: Izzat || true lines || hindi shayari