Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khamoshi || sad but true || Hindi shayari
Sunna hai to khamoshi suno
Lafjo ke matalab hjaar hain🤫
सुनना है तो खामोशी सुनो……
लफ्जों के मतलब हजार हैं🤫
Title: Khamoshi || sad but true || Hindi shayari
Pyar na mila || sad hindi shayari
Zindagi mein vo log bhut khushnasib hote hai,
Jinhe pyar ke badle pyar milta hai,
Par mein to duniya mein sabse jada badnaseeb hu,
Jise pyar karke bhi kabhi na pyar mila aur na hi yaar💔
जिंदगी में वो लोग बहुत खुशनसीब होते है,
जिन्हें प्यार के बदले प्यार मिलता है,
पर मैं तो दुनिया में सबसे ज्यादा बदनसीब हूँ,
जिसे प्यार करके भी कभी न प्यार मिला और न ही यार💔
