Enjoy Every Movement of life!
Wo puchhna ye tha ki
Kaha masroof ho gaye ho tum aajkal
Ab to dil dukhane bhi nahi aate🙃
वो पूछना ये था कि
कहाँ मशरूफ हो गए हो तुम आजकल
अब तो दिल दुखाने भी नही आते🙃
Jo kbhi khtm na hua krti thi Teri baatein!!
Aaj unhi baato ko yaad krke kat rha hu mai apni raate…
Tere aane se pehle Zinda tha lekin fr zindagi ban gyi thi tu meri!!
Jate jate dil hi nhi sanse bhi le gyi thi tu meri…
Mujhe khud se juda hue beet gya hai zamana!!
Kisi se bhi puch le aaj bhi bnkr ghumta hu mai tera deewana..
