Skip to content

Jo kabhi aadat thi hamari || hindi shayari

Hindi shayari || vo ulfat nahi ibadat thi hamari....Tu ikhtiyar nahi chaht thi hamari...E khuda hum to use faramosh kar baithe...Jo kabhi aadat thi hamari...
vo ulfat nahi ibadat thi hamari….Tu ikhtiyar nahi chaht thi hamari…E khuda hum to use faramosh kar baithe…Jo kabhi aadat thi hamari…



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


muskuraati ho || Hindi shayari

के कलियों सी मुस्कुराती हो

फूलो सा शर्माती हो

और पता नही क्यों तू मुझे इस तरह देखकर

इस तरह फिसल जाती हो

Title: muskuraati ho || Hindi shayari


Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani