Jubani hai tumahari || सफलता Shayari was last modified: August 15th, 2023 by Raj Singh Gaharwar
Enjoy Every Movement of life!
Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain
Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain
Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai
Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai
Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai
Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai
Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi
Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi
Eh ki chan chadha dita ee
saanu ee magron laah dita ee
tainu aapna bhet ki daseyaa
tu taa raula ee paa dita ee
ਇਹ ਕੀ ਚੰਨ ਚੜ੍ਹਾ ਦਿੱਤਾ ਈ
ਸਾਨੂੰ ਈ ਮਗਰੌ ਲਾਹ ਦਿੱਤਾ ਈ
ਤੈਨੂੰ ਆਪਣਾ ਭੇਤ ਕੀ ਦੱਸਿਆ
ਤੂੰ ਤਾ ਰੌਲਾ ਈ ਪਾ ਦਿੱਤਾ ਈ
