Skip to content

Jubani hai tumahari || सफलता Shayari

Jubani hai tumahari || सफलता Shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq ❤️😍 || Hindi shayari || two line shayari

Ishq jajbaton ka khel hai🥀
Dekho kismat kaha krati mel hai❤️😍

“इश्क जज्बातों का खेल है 🥀
देखो किस्मत कहां कराती मेल है!!”❤️😍

Title: Ishq ❤️😍 || Hindi shayari || two line shayari


Yaad karte hain || love hindi shayari

Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊

तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊

Title: Yaad karte hain || love hindi shayari