Skip to content

Kabhi aao to || Hindi shayari

Baadlo ke aage bhi ek shehr hai
Us shehar ke aage mera ghar bas ek pehar hai
Kabhi aayo to pahadon vali sadak le lena tum
Agar gum hue to baadlon ki madad le lena tum
Aur milo mujse to swaal km hi puchna
Agar chup raha mein to ankhein padh lena tum
Kabhi aayo to pahadon vali sadak..

बादलो के आगे भी एक शहर है
उस शहर के आगे मेरा घर बस एक पहर है
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क ले लेना तुम
अगर गुम हुए तो बादलो की मदद ले लेना तुम
और मिलो मुझसे तो सवाल थोड़े कम ही पूछना
अगर चुप रहा मै तो आखें पढ़ लेना तुम
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क….

Title: Kabhi aao to || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


cute love || whatsapp video status

mehkti ushlti baharo mein tum ho
aasmaan mein chmkte sitare tum ho
zamin pe tum ho..falak pe tum ho..
kyanat ke khoob nazaro mein tum ho..

Title: cute love || whatsapp video status


Halaat || 2lines punjabi shayari on halaat

Halaat bhawe badal den saanu
par asi kade matlab vekh ke na badle

ਹਾਲਾਤ ਭਾਵੇਂ ਬਦਲ ਦੇਣ ਸਾਨੂੰ ,
ਪਰ ਅਸੀਂ ਕਦੇ ਮਤਲਬ ਵੇਖ ਕੇ ਬਦਲੇ 😊…

Title: Halaat || 2lines punjabi shayari on halaat