Skip to content

kai mulaakaato ke baad aakhir || love shayari

कई मुलाक़ातों के बाद आख़िर, ये मुलाक़ात आई है..
आएगी फिर से सुकून भरी नींद, फिर वो रात आई है..
हम सोनहीं ना जाने कब से, आराम अधूरा है..
मेरी राहत की साँसें वो देखो मेरी जान, अपना साथ लाई है..

Title: kai mulaakaato ke baad aakhir || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek din kya mere bin… || dard shayari

meri apni to ek kahani jo likhunga ek din,

meri raaho me, panaho mein aaoge ek din,

kese bhi ho mene aadhi jindgi ji li tere bina,

par kya tum baaki jindgi ji paoge mere bin.

dard to hai dil mein, or toofan bhi hai
Gum e mahobat dariya ka ye samunder paar kar paoge mere bin.

Title: Ek din kya mere bin… || dard shayari


Sher-e-Dard

Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.

Title: Sher-e-Dard