Kamaal ka tana deti hai ye duniya ..
AGAR wo tera hai to tere paas kyun nahi …..
Enjoy Every Movement of life!
Kamaal ka tana deti hai ye duniya ..
AGAR wo tera hai to tere paas kyun nahi …..
Ye unakee mohabbat ka .. naya daur hai ..
jahaan main kal thi … aaj koee aur hai ..
Kya ishq hi wajah thi
Ya kisi wajah se ishq tha
Tujhse door rehna Teri marzi thi
Door rehkar yaad karna mera ishq tha 💔
क्या ईश्क ही वजह थी
या किसी वजह से ईश्क था
तुझसे दूर रहना तेरी मर्जी थी
दूर रहकर याद करना मेरा ईश्क था 💔