Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bebfa dost || 2 lines status
इक बात दिल मे आती है देखू उसे जितनी दफा।
हमने तो मोहब्बत के किस्से सुने थे अब तो दोस्त भी होते है बेबफा ।।
ik baat dil me aati hai dekhu use jitni dafaa
hamne to mohobat ke kisse sune the ab to dost bhi hote hai bewafa
Title: Bebfa dost || 2 lines status
Mere pyaar ke liye || 😘😘 || love shayari hindi
Mere pyaar ke liye….
Meri yaado mein tum ho yaa mujhme hi tum ho ….
Mere khayalo mein tum ho yaa mera khyal hi tum ho…
Dil Mera dhadhak dhadhak ke puche baar-baar bas ek hi baat…
Meri jaan mein tum ho yaa meri jaan hi tum ho…



