Skip to content

Khoobsoorat pal || Love Hindi shayari

तू चाँद हैं,

तेरे साथ ढलना चाहता हूँ,

तेरी जिंदगी का,

सबसे खूबसूरत पल बनना चाहता हूँ..

Title: Khoobsoorat pal || Love Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


मेरी आंखों में कोई दूसरा चेहरा नहीं है || true love shayari hindi

Meri aankhon m tere siwa koi chehra nahi hai,
Mere dil m kisi or k liye pyar gehra nahi hai.
Vo kehta h mujhpe hak sirf uska hai
Vo janta h mera dil kisi or k liye kabhi thehra nahi hai.
Bahot ajeej hai mera chehra kai logon k liye
Bahot ajeej h mera chehra kai logon k liye,
Vo kehta h tere jesa koi or chehra nahi hai.
Anjan meri hakikat se vo behad mujhpe marta hai,
Vo kehta h tujhse door hu majbooriyon ka pehra hai.
Dusri chahat tha vo meri kabhi aaj bhi mujhpe uska rang bahot gehra hai.
Mere bina rehna kehta h majboori hai uski bhi,
Kehta h ye majboori dekar wakt b kahan thehra hai.
Fir mile hai hum usi ummid k raste par
Fir mile h hum us ummid k raste par ek baar.
Dekhti hu is baar mera ye rabb b kya reh ra h…
Meri aankhon m aaaj b koi chehra nhi hai

Title: मेरी आंखों में कोई दूसरा चेहरा नहीं है || true love shayari hindi


Waqt shayari || two line shayari

Mene aksar logo ko ye kehte huye suna hai ke waqt kisika nhi hota
Un logo ko mein kehna chahta hoon ke ek baar waqt waqt par zaroor aata hai 🤞

मैने अक्सर लोगो को ये कहते हुए सुना है कि वक्त किसीका नही होता
उन लोगो को में कहना चाहता हूँ कि एक बार वक्त वक्त पर जरूर आता है🤞

Title: Waqt shayari || two line shayari