kuch ajeeb sa chal rha hai zindagi ka safar khushiyon ki talash hai magar khud hi se naraaj hain 🍂
Enjoy Every Movement of life!
kuch ajeeb sa chal rha hai zindagi ka safar khushiyon ki talash hai magar khud hi se naraaj hain 🍂
Kbhi jo sayan jaye roothta,
Lamha lage har jhooth sa ,
Zarra zarra hone lge jo dil kbhi toot ta,
Khudse ik awaz ladti hai….
Dawa na aaye kaam jo, dil ko mile na aram jo,
Dua-aein kaam krti hai….
Husn wale hamare dar ke fakeer hai
Ham apni sadgi se badshah ko bhi jhuka dete hai💙
हुस्न वाले हमारे दर के फकीर हैं
हम अपनी सादगी से बादशाह को भी झुका देते हैं💙
