Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sareaam badnaam kiye ja rahe hai || sad hindi shayari
Dheere dheere samjh aa rahi hai hakikat unki,
Akele me mohabbat dikha ke, sareaam badnaam kiye ja rahe hai💯
Title: sareaam badnaam kiye ja rahe hai || sad hindi shayari
nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.

