Skip to content

Khud to v lakauna || 2 lines shayari from heart

uljnaa mazbooriyaa te farzaa di anhi bheedh ch
jo tainu kehna si khud to v lkauna pe reha e

ਉਲਜਨਾ ਮਜਬੂਰੀਆ ਤੇ ਫਰਜਾ ਦੀ ਅੰਨ੍ਹੀ ਭੀੜ ਵਿੱਚ,
ਜੋ ਤੈਨੂ ਕਹਿਣਾ ਸੀ ਖੁਦ ਤੋਂ ਵੀ ਲਕੋਣਾ ਪੈ ਰਿਹਾ ਏ ☺️

Title: Khud to v lakauna || 2 lines shayari from heart

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


ham apana dard || AANSU shayari Hindi

हम अपना दर्द 😔 किसी को कहते नही,
वो सोचते हैं की हम तन्हाई सहते नही,
आँखों से आँसू 😭😭निकले भी तो कैसे,
क्योकि सूखे हुवे दरिया कभी बहते नही… 😭😭😭

ham apana dard kisee ko kahate nahee,
vo sochate hain kee ham tanhaee sahate nahee,
aankhon se aansoo nikale bhee to kaise,
kyoki sookhe huve dariya kabhee bahate nahee…

Title: ham apana dard || AANSU shayari Hindi


Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main